View Single Post
Old 07-08-2008, 07:18 PM   #5 (permalink)
THE LEGEND
gsC Citizen - Well Settled
 
THE LEGEND's Avatar




Default

<div align='center'>ek dafa ek bacha apni ammi ko tang kar raha tha ke batain main kaisay paida howa ?

uski maa pehley tu taalti rahi phiir boli

Main ke ek bartan main mitti our pani bhar ke zameen main daba diya, ek mahina baad detha tu tum usmay se nikal aye

bachey ne aisa hi kya our jab ek month ke baad us ne bartan nikala tu us mian se maindak (frog ) nikla

bacha bola : Dil tu karta hai ke tumhain goli maar doon ! lekin kia karoon tum meri Oulaad ho
</div>
__________________

THE LEGEND is offline   Reply With Quote