hmm theek kaha but ras mo riwaaj buray nhi hoty ,,, hamy buzargoun ki iqdaar ko sanbhaal k rakhna chayeee,, but us ko moderate karna chayee waqt aur zamany ko deakhna chayee aur us main jiddat laani chayee, apni aqal say bhi kaam karna chayee bandaroun ki tarhan taqleed nhi karni chayee baghear soochy samjhay,,,,
|