piyaar to bus ho jata hai na kia kahan jata hai ehhehehe
janab piyaar main bi baoht takleefain uthani perti hain isliey rona bi perta hai
yeh galat baat hai kay sacha piyaar nahi mila to isliey ro rahay hain kabi kabi aisa hota hai kay
jisay app pa arhay hon usi doran apko takleefain uthani per jati hain so rona to perta hai na hehehehe
__________________
|