aray lamhe sis aap q dil pay lay rahin hain
tipic bura nhi hai,, sis but ,,acha sorry sis main nay kuch ghalat kaha ho ,,
aur topic zaroor banaye q nhi banayein gi,, but main sis youn keh rahi thi k yeh loug sirf larkiyoun ko hi bura kehty hain
aur phir aap nay bhi keh diya kuch ko bus mujh say bardaasht nhi howa ,,
woh misaal hai na sach karwa hota hai
meray saath bhi kuch aesa hi hai,, hehehe ok sorry ,,,
|