<div align=\'center\'><span style="font-family:Comic Sans MS">ASSALAM O ALAIKUM
BOYZ AND PIYAARI SIS,,
jesa k topic say zahir ho raha k yeh mostly boyz itna loud musik q sunty hain,,,
1,,,,,ya to yeh loug ouncha sunty hain is liyeh loud musik sunaie deta hai inhay
2,,,,,ya yeh khud kam doosroun ko zayada sunaty hain
3,,,,,,ya phir in ka maqsad dosroun ko tang karna hota hai
4,,,,ya phir kya ,, meray zehan main jo jo waja samajh aayein main nay bayaan kar dein
ab aap loug batayee aesa q hai,, yeh loug slow q nhi sunty musik ,, boyz aap loug bhi zara soch k batayee,, naraaz nhi hoyee
aur sweets girls sis aap lougoun bhi batayee konsa point valid hai,,</div></span>
|