nice tpoic yar lamhe....
shadi ke baad larki badal nahin jati apnay apa ko un ki tahan dhaal leti hai...lekin larke badal jate hain.shaadi se pehle agar engagement hoti hai ya nikkah to bari bari baten karte hain...hehe
lekni shadi ke baad sari baten flop ho jati hai...
larkiyaan to compromise karti hi jati hain...apnay aap ko badal leti hain un ki tarhna bana leti hain..apni puri life style ko badal leti hain...
par zaban se siraf larke badal jate hain.....
esi esi baten aur asman zameen ek karne ki hawai baten akren ge ke kia bataun....
aur shadi ke baad ham aap ke hain konnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnnn?
|