nice thread lamhe....
han pehle main bih tuhmari tarhan hi thi..esa hi karti thi... jo mujhe bohot piyara hota hia woh naraz ho jay to main bechain ho jati hun....
lekin narazgi ki wajah main hon to hi sorry karti hun..pehle har surat karti thi..par mainn e dekha hia ke jab apni galti na ho to phir kis bat ka sorry...?ghar walon ki bat aur hoti hai.....un ke lie hamesha sorry hazir...
dusra yeh ke ham kitni bih koshish kar len sari dunya ham se kabhi khush nahin ho sakti hai...
