agar meri waja se koi shaks naraz ho jaye tu main us ko call kar k hansa deta hun kisi tarhan ya agar bolne ki himat na ho tu text kr k wait karta hun,wase agar true relation ho tu next person zaroor maaf kar deta hai.......but agar meri galti na ho tu main kabhi sorry nahi karta chahye jo marzi ho
__________________
In Search Of Heaven...
|