<div align='center'>Ji yeh to hai kay ager app kisi ko dil se behn ya bhai kaho to apki niyaat saf hoti hai per ager
App sirf bazahir yeh rishta banaoo to yeh rishta bi kayam nahi rehta kyunkay jiski
Bunyaad hi jhoot per ho wo rishta kabi kayam nahi reh skahta……
Aor ajkal zayda ter loog sirf time paas kay liey hi behn kehtay hain dil se nahi…
Kyunkay unka maksad sirf gapain marna hota hai aor unki niyaat bi saf nahi hoti na</div>
__________________
|