jii dil se aap nay kuch kuch theek kaha hai
ek baat jo perfect lagi woh yeh k har jagah har qisam k loug hoty hain
baaz larkiyan bohat achi hoti hain baaz boys sab ko acha kehna ya sab ko bura kehna drust nhi hai,, aur rahi baat bahir ki,, to girls bhi nikal sakti hain,, un ko mana nhi kiya gaya,, even islaam main bhi,, hai k ja sakti hain parday main reh kar,,ok,,
|