<div align='center'>Assalam o Alikum,
Meray zehan main aik sawal aya socha kyun na app sabse pocha jay…
Hum girls jab boys ko bhai kehtay hain to wo bura kyun man jatey hain
Aor agey se yeh kyun kehtay hain kay hamin bhai na bolain???
Aisa kyun hai kia apkay paas jawab hai is sawal ka??????????</div>
__________________
|