<div align=\'center\'>ab dastakein day ga to kahan gham.e. aehbaab
main nay to kaha tha k meray dil main raha kar
har waqt ka hansna tujhy barbaad na kar day
tanhaa,e, k lamhoun main kabhi roo bhi liya kar
woh aaj bhi sadyoun ki musaafat pay khara hai
dhoounda tha jisay waqt ki deewaar gira kar</div></span>
mohsin naqvi
|