hehehe
lamhe zabardast sharing yar
bilkul sahi kaha
not only paskitan
almost har asian country ka to yahi hal hoga
nahin bih hai to ek do ka zarur esa hal hai..i am sure
saudia ko hi le lo
esay ghurte hain wahan log larkion ko pardey walion ko bih nahin chorte....
jese kabih koi larki na dekhi ho
iss ki wajah experts yeh batate hain ke sab apne countries se dour atay hain is lie ...un ko un ki ghar waliyan nazar ati hain ham main..hehehehe
how ajeeb
khar dil sey to sab jante hian khud bahir rehte hain...
kuch irshad farmaen
aur apne ap ko beech main mat laen
ham jante hian ap intehai shareef hain baki logon yani men n guys ka bataen...
aur uncles bih kam nahin..burhay kakay...... :P
|