hmm han sachi mohabbat toh hosakti hay net par bhi laikin zarori nahin kay agla banda bhi aapsay sachi mohabbat hi karaha ho in response ,aksar log aik ki mohabat ka faida utha kar us say flirt bhi kar jaty hain ...... bohat kam log hotay hain jo doni hi sachi mohabbat karty hain
|